High impect data`s aur news ko nazar andaz karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    High impect data`s aur news ko nazar andaz karna
    Dear aksar log jab trading karte hain to wo calander read kiye bina he trade laga dete hai aur bahut se log to stop loss bhi use nahi karte aese main hota ye hai k jese he koi news ati hai ya koi data ata hai to chand he minto main account wash ho jata hai to soch samjh kar trading kia karen aur news data`s k time trade enter mat kia karen qk news trend ko bhi change kar deti hai aur support ko bhi nahi dekhti is lye pehle daily base pe calander zaroor read kia karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: High impect data`s aur news ko nazar andaz karna

    Bohat sey log high impact anay walay datas ko anay wali news ko skip kar detay hain onko value he nahe detay aor trade kar detay hain eski wajah sey onko loss dekhna paerta ha so hamesha news ko value deni chaye.
    • #3 Collapse

      Re: High impect data`s aur news ko nazar andaz karna

      Ji haan aap ne bahut hi acchi baat ki hai ki Hum Sab Ko chahiye Ki Jhappi news a rahi ho to Hame trending nahi Lagani chahiye Kyunki news Aisi cheez hai ki wo kabhi bhi kuch bhi kar sakti hai ki matlab cake Agar Hum Logon Ne trading Lagaye hi to ho sakta hai ki jo news walo ki ho ya profit ki kuch bhi ho sakta hai isliye Hum Sab Ko chahiye ki news ka wait kar ke ped se Hamein trading Karni chahiye Jab news Ka Pata Chale ki news a rahi hai tu used in to bilkul Bhi Na trading Karen Hamara loss Na Ho Aur Hum Sab Ko Yaha bhi nahin karna chahi Ke Bina news Dekhe Bina market ko check kiya trading kar kar le tab Bhi Hum Apne Hi nuksan Karte Hain
      • #4 Collapse

        Re: High impect data`s aur news ko nazar andaz karna

        G bilkul ap ki bat theek hay k humain daily base par apni trading k sath sath daily deta aur daily news ko bhi zaror follow karna chaiay kiu k in ki trading market main kafi zada ehmiat hay aur aksar news aesi hoti hay Jin k market par kafi zada effect hota is liay humain in ko ignorenai karna chaiay balke daily base par news calenders ko zaror read karna chaiay
        • #5 Collapse

          Re: High impect data`s aur news ko nazar andaz karna

          Ye data bohat khaas hotay hain some time high impact yani red color kay bhi release hotay hain unka market pe bohat he zyada asar hota hay news ka kaafi effect hota hay market pe jab inn data ko nazar andaz keya jay ga loss ka sabab ban jay ga so hamesha news ko importance den news ko lazman dekhen tabhi best trading hogi.
          • #6 Collapse

            Re: High impect data`s aur news ko nazar andaz karna

            G bahai app belkul sahe keh rahai Hain news aik aisa time hota hai jis Mai app market belkul predict he nhe kr saktay lehaza news ke time trade aur wo be Bina stop loss ke aisa he jaisay bnda khud kushi karay agar app ke pas news trading strategy nhe hai to chaye ke news release honay say adha ganta pehlai aur ganta bad to uss currency pairs pe koye trade na lagaye jis ke news and ho.
            • #7 Collapse

              Re: High impect data`s aur news ko nazar andaz karna

              G Bilkul ap ne theek kaha hai main ap ki bat se agree krta on boht se essy trader hain jo without calendar dekhen trade open kr lety hai or news bhe nhe dekhte or na he market ke trend ko analyses krte hian ap jub bhe kise bhe pair per trading kren tu pehly os pairs ki country's condition ko bhe dekhen or news se bhe touch main rahe ager koie data ya news aa jaty hai tu ap ka account chand he minto main wash ho sakta hai hamesha alert rahe risk factor ko kam kren then ap profit earn kr paye gyen
              • #8 Collapse

                Re: High impect data`s aur news ko nazar andaz karna

                Sir forex trading mien news ka bhut amal dakhl hai agar hum her bar news ko dakh ker trading kerty hien tu as mien hum success hasil ker sakty hien or agar hum sas mien aa ker news ko dakhy bina trade kerty hien tu belkul be success hasil na ker sakty hien as lye hamain as mien aa ker be had mehnat kerna hota hai or hard work ker k apna kam kerna hota hai.
                • #9 Collapse

                  Re: High impect data`s aur news ko nazar andaz karna

                  G han brother ap nay bahut achi bat ki ha, hamain trading k doran kabi bi new ko ignore nai karna chaheay q kah agar ham news ko read keay bena trades open kar lain gay aur news ki waja say market fast opposite direction main chali jaay gi to hamara account wash ho jaay ga.
                  • #10 Collapse

                    Re: High impect data`s aur news ko nazar andaz karna

                    g bro bilkul ase he bat ha humain chaiye k hum iss main jab be work kariye toh soch samj kar krye asa karna sy humain bhot fidaa hota ha phaliye bat yeh k hum apna account wash karwanye sy bach jatye hain or humain chaiye k jab be hum iss main trading kariye humain calender or baki analzes ko zaroor read karna chaiye or news ko be read kar lana chaiye jis sy hum apna account wash na karwa pahye
                    • #11 Collapse

                      Re: High impect data`s aur news ko nazar andaz karna

                      new or high impact data ko nzr andaz kr kae kam krna se apko loss ho skta ha pako cheyae kae ap kabi b high impact dat ako nzr andaz na kro ro hmesha is bt ka kyal rkho kae kabi b ap tradign kro tu in sae khas inforemation hasil kro new sae or high impact data sae
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: High impect data`s aur news ko nazar andaz karna

                        Bht ziada log aisay hain jo high impact news or data ko bilkul nazar andaaz kertay hain aisa kerna bilkul ghalta hy kiun k news or data ka ttading market per bht gehra asar hota hy or baray traders news or data per hi trading kertay hain is lie in ko ignore kerna bht big loss lainay k mutradif hy is lie humesha data or news ko kabhi bhi ignore na krain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X